Views: 296
Zakhm
Movie/Album: Zakhm
Year: 1998
Music Director: Kreem M M
Lyricist: Anand Bakshi
Singers: Alka Yagnik
[Padh-likh ke bada ho ke tu ek kitaab likhna
Apne savalon ka tu Khud hi javaab likhna]--- (2)
Aa aa aa...
Haathon se jinkaa daaman ek din hai chhuut jaanaa
Taaron ke doobte hi jinko hai toot jaanaa
Ye aankhein dekhti hain kyun aise khwaab likhna
Apne savalon ka tu khud hi javaab likhna
Haa aa aa...
Maine to pyaar ko hii mazahab banaa liyaa hai
Is dil ko dil ki duniyaa kaa rab banaa liyaa hai
Imaan ho gayaa kyaa meraa Karaab likhna
Apne savaalon kaa tu Khud hi javaab likhna
Haa aa aa....
Kehte hain log unki rasmon ko maine todaa
Ye faislaa bhi maine teri samajh pe chhodaa
Meri Khataon ka tu puraa hisaab likhna..