Search Lyrics

1-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Bookmark Print Mail

Views: 284

Yeh Dillagi

Yeh Dillagi

Movie/Album: Yeh Dillagi
Year: 1994
Music Director: Dilip Sameer
Lyricist: Sameer
Singers: Lata Mangeshkar, Kumar Sanu

Naam kya hai?
Pyaar ka maara
Ghar ka pata do
Dil hain tumhaara
Kya karte ho?
Tumse pyaar
Iska nateeja?
Kuch bhi ho yaar Naam kya hai?
Pyaar ka maaraa ... Main tera deewana, tu meri deewani 
Aaise kyon nayi kafaa?
Kuch na maanu main, jaanu jaanu main 
Teri marzi hai kya
Kabhi laila majnu
Are ja re ja re ja
Kabhi shireen farhaad
Mujhe aise na sata
Kabhi raanjha kabhi heer
Dil rakh doon main cheer
Kabhi romeo juliet
Chal hat baaju hat Naam kya hai?
Pyaar ka maaraa ... Seene mein dil hain, dil mein dhadkan hain 
dhadkan mein tu hai basi
Teri baaton mein, main na aaungi 
yu na kar dillagi
O chhodo na teri gali
Tu hai bhanvara main kali
O raani aaise na akad
Meri baahein na pakad
Hain iraada mera nek
Du deewana dil-phenk
Mujhe khwaabo mein basa
Aaise baatein na bana Naam kya hain?
Pyaar ka maara
Ghar ka pata do
Dil hai tumhaara
Kya karte ho?
Tumse pyaar
Iska nateejaa?
Kuch bhi ho yaar

Lyrics created on 7/28/2007

Advertisement