Search Lyrics

1-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Bookmark Print Mail

Views: 211

Yakeen

Yakeen

Movie/Album: Yakeen
Year: 2005
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Singers: Shaan

Ho..
[Dhaga wafao ka na toote kahin
 Teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
 Bhoolna nahin - (2)
 Banake deewana bhoolna nahin] - (2)
Dhaga wafao ka na toote kahin
Teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
Bhoolna nahin - (2)

[Mar meetey hain hum teri adaa pe
 Kar bhi lo tum aaitbaar meri wafa pe] - (2)
Bhoolna nahin - (2)
Banake deewana bhoolna nahin

[Yaad rakhna dhadkanon ka wada 
 Humne chaha hain tumhe chahat se zyada - (2)
Bhoolna nahin - (2)
Banake deewana bhoolna nahin

Dhaga wafao ka na toote kahin
Teri mohabbat pe hain mujhko yakeen
Bhoolna nahin - (2)
Banake deewana bhoolna nahin

Lyrics created on 8/28/2007

Advertisement