Views: 129
Vaada
Movie/Album: Vaada
Year: 2004
Music Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan
Main deewana deewana
Main deewani deewani
Main deewana deewana -- (2)
Mere dil ko tumse mohabbat badi hai -- (2)
Tera hi tasabbur, mujhe har ghadi hai
Main deewana deewana -- (2)
Meri roobaroo teri chahat khadi hain
Tera hi tasabbur mujhe har ghadi hain
Main deewani deewani -- (2)
Mujhko toh hai yeh mohabbat nibhani
Chahe gawani pade zindagaani
Chudi, bindiya, payal, kangna, sab hai tere naam
Tere ishq mein dubi hu main, ab toh subaho shaam
Koi bhi ho aalam, koi bhi ho mausam
Meri dhadkan jaanam tujhko chaahe har dam
Mera dil teri khwaahishon ki ladi hai
Tera hi tasabbur mujhe har ghadi hai
Main deewana deewana -- (2)
Tere siwa arzoo na kisi ki
Tu imtihaan hai meri zindagi ki
Phool mein khushbu sipi mein moti rehta ha jaise
Tu meri saanson mein har pal rehta hain aaise
Jo toote na kabhi aaisa hai yeh bandhan
Tu bas mere liye hai bani jaan-e-man
Sanam kasme vaadon ki tu hathkadi hai
Tera hi tasabbur mujhe har ghadi hai
Main deewana deewana -- (2)
Mere dil ko tumse mohabbat badi hai
Tera hi tasabbur mujhe har ghadi hai
Main deewana deewana
Main deewani deewani