Search Lyrics

1-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Bookmark Print Mail

Views: 324

Tezaab

Tezaab

Movie/Album: Tezaab
Year: 1988
Music Director: Lakhsmi Kanth Pyarelal
Lyricist: Javed Akhtar
Singers: Amit Kumar

(Ding dong ding, ding dong ding dong ding dong) - 4

(Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2

(Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar,
aaja sanam aaye bahaar) - 2

(Chaudah ko jab meine kehlaya tha) - 2
Pandrah ko aaonga, mein aaya tha,
Pandrah ko parde se nikli naa tu,
Tujhko na paake mein ghabraya tha,
Solah ko bhi, solah ko bhi subah se tha bekaraar,
aaja sanam aayi bahaar

(Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar,
aaja sanam aaye bahaar) - 2
(Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2

Satra ko soya nahi raat bhar,
Atharah ko bhi tu naa aayi nazaar
unnes ko mein dewaana hua,
bees ko ghar se rawana hua,
galiyon mein, galiyon mein goonje diwane ki pukar,
aaja sanam aayi bahaar

(Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar,
aaja sanam aaye bahaar) - 2
(Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2

Ikkis ko aayi naa baais ko tu,
jab naa mili teis chuabees ko tu,
Pacches ko samjhaya saab ne mujhe,
Maat jaan de dena chabbees ko,
Duniya mein baas, Duniya mein baas,
Din hai mere, aaur char,
Aaja sanam aayi bahaar

(Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezaar,
aaja sanam aaye bahaar) - 2
(Ek do teen, char paanch che saath aath nau, dus gyarah, barah tera) - 2

Din bane hafte, hafte mahine,
mahine bann gaye saal..
Aaja zara tu dekh le, kya hua hai mera haal
Deewana dar dar mai phirata hoon
Na jeeta hoon na mai marta hoon
Tanhaai ki raatein sehta hoon
Aaja aaja aaja aaja ....aaja ke din ginta rehta hoon
Ek do teen, char paanch che saath, aath nau dus, gyarah barah tera....(2)
Tera karoon din gin gin ke intezar, aaja sanam aayi bahar....(2)

Lyrics created on 7/27/2007

Advertisement