Search Lyrics

1-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Bookmark Print Mail

Views: 103

Soldier

Soldier

Movie/Album: Soldier
Year: 1998
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu

MALE:
(Mere dil jigar se guzri hai
 Ek ladki idhar se guzri hai) ---- (2)
Gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali --- (2)
Baheki baheki chaalon waali, masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho ---- (2) FEMALE:
(Mere dil jigar se guzra hai
 Ek ladka idhar se guzra hai) ---- (2)
Seedha saadha bhola bhaala, mujhe tadpaane waala --- (2)
Raaton ko jagaane waala, khwaabon ko sajaane waala
Deewaani karke gaya
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho ----- (2) MALE:
Haai haai haai teri aankhen, bin kaajal kajraari FEMALE:
Haai haai haai teri baatein, lagti hai mujhko pyaari MALE:
Hey, mera chain loota hai, teri in adaaon ne FEMALE:
Tere khwaab rehte hain, meri in nigaahon mein MALE:
Abhi abhi aayi ho, ruko zara jaao na FEMALE:
Koi dekh lega yun, mujhe tum sataao na, na na na na MALE:
Bachke nazar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali ---- (2)
Baheki baheki chaalon waali, masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho --- (2) FEMALE:
Kal kal milne waala vaada, dekho tum bhool na jaana MALE:
Main jo bhool bhi jaaoon, tum mujhe yaad dilaana FEMALE:
Ho, ghadi do ghadi ki bhi, dooriyaan sataati hai MALE:
Ho, tujhe raat din meri dhadkanein bulaati hai FEMALE:
Badi pyaas jaagi hai, badi beqaraari hai MALE:
Bas teri tamanna hai, teri khumaari hai, haan FEMALE:
Dekho kidhar se guzra hai
Ek ladka idhar se guzra hai
Seedha saadha bhola bhaala, mujhe tadpaane waala --- (2)
Raaton ko jagaane waala, khwaabon ko sajaane waala
Deewaani karke gaya
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho ---- (2) MALE:
Mere dil jigar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali --- (2)
Baheki baheki chaalon waali, masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho ---- (2)

Lyrics created on 7/29/2007

Advertisement