Search Lyrics

1-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Bookmark Print Mail

Views: 115

Muskaan

Muskaan

Movie/Album: Muskaan
Year: 2004
Music Director: Nikhil-Vinay
Lyricist: Sameer
Singers: Anuradha Paudwal, Sonu Nigam

[Maine jisko dil yeh diya hai, dil yeh diya hai
 Maine jisko pyaar kiya hai, jisko pyaar kiya hai
 Maine jisko dil yeh diya hai
 Maine jisko pyaar kiya hai
 Woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum, woh ho tum -- (2) ]----- (2)

Maine jisko dil yeh diya hai
Tumhe paake dilbar mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein na ab kuch kami hai
Ho, tumhe paake dilbar mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein na ab kuch kami hai
Tumhaare labon pe jo bikhri kali hai
Woh shabnam nahin hai, wafa ki nami hai
Jisne mera chain liya hai, mera chain liya hai --- (2)

Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Woh ho tum woh ho tum, woh ho tum woh ho tum -- (2)

Maine jisko dil yeh diya hai.....

Sambhaala tha maine bahut apne dil ko
Magar yeh deewaana machalne laga hai
Oh, sambhaala tha maine bahut apne dil ko
Magar yeh deewaana machalne laga hai
Mili teri meri nazar jab se dilbar
Khayaalon ka mausam badalne laga hai
Mere bas mein na mera jiya hai, mera jiya hai -- (2)

Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Woh ho tum woh ho tum, woh ho tum woh ho tum -- (2)

Maine jisko dil yeh diya hai, dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai, jisko pyaar kiya hai
Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Woh ho tum woh ho tum, woh ho tum woh ho tum --- (2)

Lyrics created on 8/5/2007

Advertisement