Search Lyrics

1-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Bookmark Print Mail

Views: 462

Mere Jeevan Saathi

Mere Jeevan Saathi

Movie/Album: Mere Jeevan Saathi
Year: 2005
Music Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Shaan

--MALE--
Deewana main na tha, deewana ban gaya
Kab kaise aur kya afsaana ban gaya

--FEMALE--
Na tujhe hai khabar, na mujhe hai magar
Jaane kab dil se dil mil gaya
Deewani main ho gayi

--MALE--
Deewana main ho gaya

--FEMALE--
Deewani main ho gayi

--MALE--
Deewana main ho gaya

--FEMALE--
Deewana tu na tha, deewana ban gaya
Kab kaise aur kya afsaana ban gaya

Jaadu nigaahon ka teri mujhpe asar kar gaya hai

--MALE--
Hey hey eh, hey hey hey hey hey

--FEMALE--
Jaadu nigaahon ka teri mujhpe asar kar gaya hai

--MALE--
Hey hey hey hey hey
Dil deewana tumhaara vaada koi kar gaya hai

--FEMALE--
Maine maana meri jaan, maine maana
Dil jo bola vohi kar diya
Deewani main ho gayi

--MALE--
Deewana main ho gaya

--FEMALE--
Deewani main ho gayi

--MALE--
Deewana main ho gaya
Deewana main na tha, deewana ban gaya

--CHORUS--
Hey hey hey, ha ha ha ha
Hey hey hey, aah ha ha ha

--MALE--
Hey hey hey

--CHORUS--
Ha ha ha ha

--MALE--
Hey hey hey

--CHORUS--
Aah ha ha ha

--MALE--
Dhadkanein sun rahi hai dhadkanon ki zubaan ko --- (2)

--FEMALE--
Aisa haseen ho nazaara to kaise na armaan jawaan ho

--MALE--
Tere bin ek pal nahin jeena, maine yeh faislaa kar liya

--FEMALE--
Deewani main ho gayi

--MALE--
Deewana main ho gaya

--FEMALE--
Deewani main ho gayi

--MALE--
Deewana main ho gaya
Deewana main na tha, deewana ban gaya

--FEMALE--
Kab kaise aur kya afsaana ban gaya

--MALE--
Na tujhe hai khabar

--BOTH--
Na mujhe hai magar
Jaane kab dil se dil mil gaya

--FEMALE--
Deewani main ho gayi

--MALE--
Deewana main ho gaya

--CHORUS--
Eh hey hey, aah ha ha ha

--MALE--
Deewana main ho gaya

--CHORUS--
Eh hey hey, aah ha ha ha --- (2)

Lyrics created on 8/5/2007

Advertisement