Search Lyrics

1-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Bookmark Print Mail

Views: 249

Mann

Mann

Movie/Album: Mann
Year: 1999
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan

(Mera mann kyon tumhein chaahe… mera mann
 Na jaane jud gaya kaise… ye bandhan) - 2
Kaisi ye deewangi kaisa ye deewanapan…
Mera mann kyon tumhein chaahe… mera mann Main deewani ban gayi tumne aisa kiya
Meri neendein lootili chein bhi mera liya
Mera dil meri jaan ho
Tum abhi nadaan ho
Ishq se anjaan ho
Mera mann kyon tumhein chaahe… mera mann Pyaar kehte hain kisey hota hai ye dard kya
Aaj pehli baar ye maine jaana dilruba
Jaagi jaagi so gayi kis jahan mein kho gayi
Kya se kya main ho gayi Mera mann kyon tumhein chaahe… mera mann
Na jaane jud gaya kaise ye bandhan
Kaisi ye deewangi kaisa ye deewanapan
Mera mann kyon tumhein chaahe… mera mann
Mera mann
Ho mera mann…

Lyrics created on 8/4/2007

Advertisement