Search Lyrics

1-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Bookmark Print Mail

Views: 316

Kaho Na Pyar Hai

Kaho Na Pyar Hai

Movie/Album: Kaho Na Pyar Hai
Year: 2000
Music Director: Rajesh Roshan
Lyricist: Saawan Kumar
Singers: Kumar Sanu

Chand sitare phool aur khooshboo ye to saare purane hai
Taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hai
Arre kaali ghatayein barkha saawan
O Kaali ghatayein barkha saawan
Yeh to sab afsaane hai
Taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hai Andaaz hai uske naye naye..hai naya naya deewanapan....(2)
Pehnaane taj jawaani ka hanske laut gaya bachpan
Geet ghazal sab kal ki baatein
O Geet ghazal sab kal ki baatein
Uske naye taraane hai
Taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hai Hai roop mein itna saada pan to kitna sundar hoga mann..(2)
Bin gehne aur singaar bina woh to lagti hai dulhan
Kaajal bindiya kangan jhumke
O...Kaajal bindiya kangan jhumke
Yeh to guzre zamaane hai
Taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hai
Chand sitaare phool aur khushboo ye to saare puraane hai
Taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hai
Arre kaali ghatayein barkha saawan
Yeh to sab afsaane hai
Taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hai

Lyrics created on 7/22/2007

Advertisement