Search Lyrics

1-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Bookmark Print Mail

Views: 341

Judaai

Judaai

Movie/Album: Judaai
Year: 1997
Music Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Sapna Awasthi, Alka Yagnik, Abhijeet

Ooe baba parabba ooe baba parabba ooe baba parabba ba ho - (2)
[Pyaar pyaar karte karte tumpe marte marte 
 Dil de diya dil de diya ha ha ha] - (2)
Ya ya ya e ya ya ya ya e ya maine sub paa liya
Pyaar pyaar karte karte tumpe marte marte
Dil de diya dil de diya ha ha ha

Ooe baba parabba ooe baba parabba ooe baba parabba ba ho - (2)
Aao banaake khwaab tumko dekhti rahoon
Ooe baba parabba ooe baba parabba ooe baba parabba ba ho
Aao banaake khwaab tumako dekhti rahoon
Chaahaton ki aarzoo mein doobti rahoon
Chumlein meri labo ko mujhko thamlein
Bhulakar saare jahaan ko mera naam lein
Dekh jaaneman deewaana ho gaya hoon main
Reshmi in kesuyon mein (kho gaya hoon main - 3 )   

Aanhein bharte bharte tumpe marte marte
Dil de diya dil de diya ha ha ha
Ya ya ya e ya ya ya ya e ya maine sub paa liya
Pyaar pyaar karte karte tumpe marte marte
Dil de diya dil de diya ha ha ha
Na koi armaan hai na koi na koi pyaas hai
Ooe baba parabba, ooe baba parabba, ooe baba parabba ba ho
Na koi armaan hai na koi na koi pyaas hai
Har khushi har jeet ab to mere paas hai
Bas teri tasvir aankhon mein samaayee hai
Maine jo maangi duva wo rang laayi hai
Main teri baahon mein aanu ke waha jaanu
Soch mein dooba hoon jaana (main kaha jaaoo - 3)
Yaara darte darte tumpe marte marte
Dil de diya re dil de diya ha ha ha
Ya ya ya e ya ya ya ya e ya maine sub paa liya
Pyaar pyaar karte karte tumpe marte marte
Dil de diya dil de diya ha ha ha
Ooe baba parabba ooe baba parabba ooe baba parabba ba ho - (4)

Lyrics created on 8/27/2007

Advertisement