Search Lyrics

1-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Bookmark Print Mail

Views: 159

Judaai

Judaai

Movie/Album: Judaai
Year: 1997
Music Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik

Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya.... (2)
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

[Tujhe nahin dekhoon to jiya nahin maane
 Haal mera kya hai ye mera khuda jaane]-- (2)
Tujhse milne julne ke mil gaye bahaane
Nazar mili aise ki ban gaye fasaane
Dekha jab khwaab to deedar hua allahmiya... (2)
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya.... (2)
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

[Teri meri chaahat ka baras raha saawan
 Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan]--- (2)
Khulke mile aashiq to toot gaye bandhan
Jawaan dilwalon ka aaj hua sangam
Aisa ek baar na sau baar hua allahmiya... (2)
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya... (3)

Lyrics created on 8/27/2007

Advertisement