Views: 251
Josh
Movie/Album: Josh
Year: 2000
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Singers: Abhijeet
(Mere khayalon ki malika....mere khayalon ki malika
Chaaron taraf teri chaiyan re, thaamle aake bainya
Chaaron taraf teri chaiyan re.., chaiyan....)---(2)
Aayi phoolon ke ras mein nahaake
Laayi bheeni si khushboo churaake
Hey........aayi phoolon ke ras mein nahaake
Laayi dheemi si khushboo churake
Teri aankhon mein hai halka sa nasha
Tera roop meri nazron mein basa
Mere khayalon ki malika...mere khayalon ki malika
Chaaron taraf teri chaiyan re..
Thaamle aake bainya...
Chaaron taraf teri chaiyan re chaiyan.....
Jaadoo chaya hai tera jaadoo
Kaaboo dil pe nahin hai kaaboo...
Hey..... jaadoo chaya hai tera jaadoo
Kaaboo dil pe nahi hai kaaboo
Sapnon ki pari itna to bataa
Rehti hai kahan tera naam hai kya
(Mere khayalon ki malika..mere khayalon ki malika
Chaaron taraf teri chaiyan re..
Thaamle aake baiyan
Chaaron taraf teri chaiyan re..,chaiyan)----(2)