Search Lyrics

1-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Bookmark Print Mail

Views: 164

Jaaneman

Jaaneman

Movie/Album: Jaaneman
Year: 2006
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Gulzar
Singers: Sukhwinder singh, Sonu Nigam

Piya ki judaai mein chaand ka gubbaara hain
Raat ko chadhaya tha din mein utara hain
Bechara bechara --- (2)
Ishq ka maara hain

[Jaane ke jaane na
 Maane ke maane na
 Jaane zamana par piya hi jaane na]---- (2)
Mann jaane jaane mann --- (2)
Piya mann jaane na
Jaane ke jaane na
Maane ke maane na
Jaane zamana par piya hi jaane na

Ho tooti footi shayari mein
Likh diya hai dairy mein
Aakhri khwaahish ho tum
Last farmaaish ho tum

Ho... tooti footi shayari mein
Likh diya hai dairy mein
Aakhri khwaahish ho tum
Last farmaaish ho tum
Tu samajhta kyon nahi hai
Dil bada gehra kuwaan hai
Aag jalti hai hamesha
Har taraf dhuaan dhuaan hain
Kudd jaa piya milegi
Hil zara duniya hilegi
Warna mai??? kar ?? kar ?? kar
Mann jaane jaane mann --- (2)
Piya mann jaane na
[Jaane ke jaane na
 Maane ke maane na
 Jaane zamana par piya hi jaane na]---- (2)

[Koi toh jalwa dikha de gar piya se ishq hai
 Jaan jaati hai to jaaye chhotasa toh risk hai]---- (2)
Tu agar nakhoon se kaaten heera bhi cut jaayega
Aankh bhar ke dekh le toh palk bulb bhi fatt jaayega
Pyar ka system wohi hain tera toh preetam wohi hain
Woh nahi toh ?? kar ?? kar ?? kar
Mann jaane jaane mann ---- (2)
Piya mann jaane na
[Jaane ke jaane na
 Maane ke maane na
 Jaane zamana par piya hi jaane na]---- (2)

Lyrics created on 8/3/2007

Advertisement