Views: 172
Don (New)
Movie/Album: Don (New)
Year: 2006
Music Director: Shankar, Ehsan, Loy
Lyricist: Javed Akhtar
Singers: Sunidhi Chauhan
Yeh mera dil pyaar ka deewana,
Deewana deewana pyaar ka parwana,
Aata hain mujhko pyaar main jhaljaane,
Mushkil hain pyaare tera bachke jaane
Yeh mera dil pyaar ka deewana,...... (2)
Dil woh chaahe jise, chaahe jise use paaya
Pyaar woh yaar ke joh naam pe hin mitjaye---- (2)
Jaane kyun badle main, jaan loon nazrana
Yeh mera dil pyaar ka deewana,
Deewana deewana pyaar ka parwana,
Pal pal ek hulchal, dil main ek tufaan hain,
Aane ko hain woh manzil jis ka mujhe armaan hain------ (2)
Bhool ka na tujhe dil ka yeh nagrana
Yeh mera dil pyaar ka deewana,
Deewana deewana pyaar ka parwana,
Aata hain mujhko pyaar main jhaljaana,
Mushkil hain pyaare tera bachke jaane,
Yeh mera dil pyaar ka deewana,
Deewana deewana pyaar ka parwana.......