Views: 189
Dil
Movie/Album: Dil
Year: 1990
Music Director: Anand Milind
Lyricist: Sameer
Singers: Anuradha Paudwal, Udit Narayan
--MALE--
Mujhe neend na aaye, neend na aaye, neend na aaye
--FEMALE--
Mujhe chain na aaye, chain na aaye, chain na aaye
--MALE--
Mujhe neend na aaye, ho
Mujhe neend na aaye, mujhe chain na aaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya --- (4)
--FEMALE--
Mujhe neend na aaye, mujhe chain na aaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya --- (4)
[Haalat kya hai kaise tujhe bataaon main
Karvat badal badalke raat bitaaon main] ---- (2)
--MALE--
[Poochho zara poochho kya haal hai
Haal mera behaal hai] ---- (2)
Koi samajh na paaye kya rog sataaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya --- (2)
--FEMALE--
Na jaane kahan dil kho gaya --- (2)
--MALE--
[Jaan se bhi pyaara mujhko mera dil hai
Uske bina ek pal bhi jeena mushkil hai] --- (2)
--FEMALE--
[Tauba meri tauba kya dard hai
Dard bada bedard hai] ---- (2)
Kabhi mujhko hasaaye kabhi mujhko rulaaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya ---- (2)
--MALE--
Mujhe neend na aaye, neend na aaye, neend na aaye
--FEMALE--
Mujhe chain na aaye, chain na aaye, chain na aaye
--MALE--
Mujhe neend na aaye, mujhe chain na aaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya ---- (2)
--FEMALE--
Na jaane kahan dil kho gaya ---- (2)