Views: 277
Darling
Movie/Album: Darling
Year: 2007
Music Director: Himesh Reshammiya, Pritam
Lyricist: Sameer, Sarim Momin
Singers: Adnan Sami
Saathiya saathiya.........
[Ishq bedardi mujhko pata hai
Iski chaahat mein milti saza hai] - (2)
Bekaraari mein mar hi na jaau
Na samajh ko main kaise samajhaau
[Dil hai ki maanta nahi hai
Bechaini jaanta nahi hai
Main karuun kya bata zaraasa ??yaar] - (2)
Saathiya saathiya.........
[Narm khwaabon ki baahon mein jaagengi aankhein
Garm yaadon ke saaye mein bitengi raatein] - (2)
Yaad toh aayegi, bekhudi chhayegi
Dard de jaayegi, tanhaayi tadpaayegi
[Dil hai ki maanta nahi hai
Bechaini jaanta nahi hai
Main karuun kya bata zaraasa ??yaar] - (2)
Saathiya saathiya.........
[Saare aalam pe aahon ka chhaayega jaadu
Apne hi jajbon pe toh hoga na kaabu] - (2)
Zakhm yeh ??jigar ho gaye sau asar
Na rahegi khabar bechida hoga safar
[Dil hai ki maanta nahi hai
Bechaini jaanta nahi hai
Main karuun kya bata zaraasa ??yaar] - (2)
Saathiya Saathiya...